30 Years Of Shah Rukh Khan: Here's a list of 30 unforgettable dialogues by the superstar

July 2024 · 5 minute read
Three decades spent ruling Bollywood is not easy  but not impossible either if the star we're talking about is Shah Rukh Khan a.k.a. King Khan. With a body of work that's going to inspire generations to come, Shah Rukh Khan has aced every genre of film he's been a part of over the years. From comedy to action to romance to drama - he's done it all and convinced everyone of the grit that is deeply embedded in him as an artist. He started his journey on June 25, 1992 with Deewana starring Divya Bharti and Rishi Kapoor in the lead and that was the beginning of the journey of a superstar in the making. He doesn't need to mouth reams of dialogue, just a simple K…K…K…Kiran has the power to make his fans go wild. On the completion of 30 years of SRK - here is a list of 30 of his unforgettable dialogues from iconic films that will be etched in our hearts forever.
Shah Rukh Dialogues
1.“Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch harna padta hai. Aur haar ke jeetne waale ko Baazigar kehte hai.” – Baazigar, 1993Shah Rukh Dialogues
2.“Sachchi mohabbat ko pechaanne ke liye aankhon ki nahi… dil ki zaroorat hoti hai.” - Darr, 1993Shah Rukh Dialogues
3.“Agar yeh tujhe pyaar karti hai to ye palat ke dekhegi…palat…palat!” – Dilwale Dulhania Le Jayenge,1995Shah Rukh Dialogues
4.“Waqt ke aage kisi ki nahi chalti, isliye waqt par hi chod dijiye.” – Zamaana Deewana, 1995Shah Rukh Dialogues
5."It’s alright senorita, bade bade deshon mein aaisi choti choti baatein hoti rehti hai." - Dilwale Dulhania Le Jayenge,1995Shah Rukh Dialogues
6.“Nadi, nadi nahi jis mein pani na ho… hawa, hawa nahi jis mein ravani na ho… woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho.” – Pardes, 1997
Shah Rukh Dialogues
7. "Joh sach sunna chahte hai… woh apni jeb mein pistol aur dil mein nafrat lekar nahi aate.” – Pardes, 1997Shah Rukh Dialogues
8.“Hum ek baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek baar hoti hai… aur pyaar bhi ek baar hota hai.” – Kuch Kuch Hota Hai, 1998Shah Rukh Dialogues
9.“Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai. Har mod aasan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti. Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte, toh mohabbat ka saath kyun chode?” - Mohabbatein, 2000Shah Rukh Dialogues
10.“Zindagi mein agar kuch banna ho, kuch haasil karna ho, kuch jeetna ho … toh hamesha dil ki suno … aur agar dil bhi koi jawab na de toh aankhen band karke apni maa aur papa ka naam lo … phir dekhna har manzil paar kar jaoge, har mushkil aasaan ho jayegi … jeet tumhari hogi, sirf tumhari.” - Kabhi Khushi Kabhie Gham, 2001Shah Rukh Dialogues
11."Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai ... hum toh peete hai ki yahan par baith sake, tumhe dekh sake, tumhe bardaasht kar sake." - Devdas, 2002Shah Rukh Dialogues Shah Rukh Dialogues
12. "Babuji ne kaha gaon chhod do, sab ne kaha Paro ko chhod do, Paro ne kaha sharab chhod do, aaj tumne keh diya haweli chhod do, ek din aayega jab woh kahega, duniya hi chhod do." - Devdas, 2002Shah Rukh Dialogues
13.“Aaj … aaj ek hasi aur baant lo … aaj ek dua aur maang lo … aaj ek ansoon aur pee lo … aaj ek zindagi aur jee lo … aaj ek sapna aur dekh lo … aaj … kya pata, kal ho naa ho.” - Kal Ho Naa Ho, 2003Shah Rukh Dialogues
14.“Pyaar toh bahut log karte hai … lekin mere jaisa pyar koi nahi kar sakta kyun ki kisi ke paas tum joh nahi ho.” – Kal Ho Naa Ho,2003Shah Rukh Dialogues
15.“Sachi mohabbat zindagi main sirf ek baar hoti hai… aur jab hoti hai, toh koi bhagwan ya khuda usse nakamayab nahi hone deta.” – Veer Zaara, 2004Shah Rukh Dialogues
16.“Mohabbat ke zamane guzar gaye janab… Ab chote mote pyaar se hi kaam chala lijiye aap.” – Kabhi Alvida Naa Kehna, 2006Shah Rukh Dialogues
17.“Life Mein Aur Films Mein, ant mein sab kuch theek ho jaata hai.” - Om Shanti Om, 2007
Shah Rukh Dialogues
18.“Sattar minute, sattar minute hain tumhare paas.” – Chak De! India, 2007
Shah Rukh Dialogues
19.“Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki koshish ki hai. Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaaho to puri kayanat usey tumse milane ki koshish main lag jaati hai.” – Om Shanti Om, 2007Shah Rukh Dialogues
20.“Main jab bhi aap ko dekhta hoon mujhe Rab dikhta hai. Rab ke samne matha tekta hoon toh dil ko sukoon milta hai. Aap ko hanste hue dekhta hoon toh dil ko aur bhi sukoon milta hai. Toh main toh aapko Rab se bhi zyada pyar karta hoon.” - Rab Ne Bana Di Jodi, 2008
Shah Rukh Dialogues
21.Rishtey sirf khoon se nahi hote… mohabbat se bhi bante hai.” - My Name Is Khan, 2010Shah Rukh Dialogues
22.“Tera haath se haath chodna… tera saayon ka rukh modna… tera palat ke phir na dekhna… nahin maaf karoonga main… jab tak hai jaan, jab tak hai jaan. Tere jhoothe kasme vaadon se… tere jalte sulagte khwabon se… teri beraham duaon se… nafrat karoonga main… jab tak hai jaan, jab tak hai jaan.” – Jab Tak Hai Jaan, 2012Shah Rukh Dialogues
23.“Don’t underestimate the power of a common man.” - Chennai Express,2013
Shah Rukh Dialogues
24.“Kismat badi kutti cheez hai … saali kabhi bhi palat jaati hai.” - Happy New Year, 2014Shah Rukh Dialogues
25."Hum shareef kya hue...poori duniya hi badmash ban gayi” - Dilwale, 2015
Shah Rukh Dialogues
26."Woh sirf star nahi hai, duniya hai meri.” - Fan,2016Shah Rukh Dialogues
27.“Don’t let your past blackmail your present, to ruin your beautiful future." - Dear Zindagi, 2016
Shah Rukh Dialogues
28.“Koi dhanda chota nahi hota aur dhande se bada koi dharam nahi hota..” - Raees, 2017Shah Rukh Dialogues
29.“Ek tarfa pyaar ki taaqat hi kuch aur hoti hai… yeh rishtoh ki tarah do logon mein nahi badti.. sirf mera haqq hai iss pe..” - Ae Dil Hai Mushkil, 2017Shah Rukh Dialogues
30." Zindagi Kaatni Kisse Thi, Hume Toh Jeeni Thi." - Zero, 2018 More on: Shah Rukh Dialogues

SHOW COMMENTS

ncG1vNJzZmivp6x7p7XLpp2aqpVjsLC5jqecsKtfl7ytuNiwpqicX2h9bsXEmqmsZZ%2BberS0wKFkq62bnXqstMCnZKGdoprAbq2MpaCsrF2ks25%2Fj2asp56fp7SmwNOamaWdXZm2orjOoKyeq12Xxm7Ax55krK2gmr%2B0wMCrZG5sZ2yGb7TTpqM%3D